Wednesday, August 24, 2005

zindagi ki sachaiyeen

jaa sanam mujhko hain pyaar pey aitbaar
main karungi tera intezaaaaaaar
jaa sanam mujhko hain pyaar pey aitbaar
mein karungi tera intezaaaaaaar

mein itni duur chala jaunga
tujhey yaad bhi naaa aunga
yeh baat hain aur jaanam key
tujhey mein bhool na paaunga

jaa sanam mujhko hain ....................

tumsey hi thi meri zindagi
lekin yeh kyaaaaa huaaaaaaaaa
tujh bin bhi mein jee raha hooon
main kaisa hu bewafaaaaaaa

ja sanam aayegi phir laut key yeh bahar
mein karungi tera intezaar
haan sanam mujhko hain pyaaar pe aitbaar
mein karungi tera intezaar

mein itni duur chala jaunga
tujhey yaad bhi na aaunga
yeh baat hain aur janam key
tujhey mein bhool na paaaunga

mein itni duuuuuuuuuuuuuur chala jaaaaunga
tujhey yaaad bhi naaaaaaa aaaungaaaaaaaa

shayad kabhi kahin tumhey meri miley khabar
kar lena yaad bus mujhey
mumkin ho yeh agar

ja sanam tere saath meri jaan hain mere yaar
mein karungi tera intezaaaar
jaa sanam mujhko hain pyaar pe aitbaar
mein karungi tera intezzaaar

mein itni duuur chala jaunga
tujhey yaad bhi na aaunga
yeh baat hain janam key
tujhey yaad bhi naaaaa aaaaunga............................

No comments: