Wednesday, April 12, 2006

Chupana bhi nahin aata

Chupana bhi nahin aata
jatana bhi nahin aata
humey tumsey mohabbat hain
batana bhi nahin aata

hatheli per tumhara naaam
likhtey hain mitatey hain
tumhi sey pyaar kartey hain
tumhi sey hi kyun chupate hain
zubaan per baat hain laikin
sunana bhi nahin aata

chupana bhi nahin aata
batana bhi nahin aata

mohabbat kaisey kartey hain
koyee to humko samjhaaye
kahin aisa naa ho
ki pyaar bin umar kat jaatey
tumsey milney ka koyee
bahana bhi nahin aata
humey tumsey mohabbat hain
batana bhi nahin aata

chupana bhi nahin aata
jatana bhi nahin aata

chori chori chupake chupake
tumko dekha kartey hain
haal-e-dil sunaney sey
najaney kyun dartey hain
humey tumsey mohabbat hain
batana bhi nahin aata

chupana bhi nahin aata
jatana bhi nahin aata..........